kaun kab tak tika rahe
is ummeed par
ke sawera hoga jab
isi taraf se suryodaya hoga
bikher dega woh
apni kirnon ka prakash
apni damak mein lapet lega
mere hi ang prasang ko
is liye -
ab raste badal diye hain maine.
You Don’t Have to Earn Your Rest
1 week ago
No comments:
Post a Comment