Sunday, March 21, 2010

Adharm ki neenv par ,
dharam ki imarate
bulund nahin hoti
sach ka pani
khara hi sahi
seenchta to hai
jadon ko-
tabhi sar utha kar
lahlaha patin hain
ped ki shaakh
uski ubharti
tahniyan!

No comments: