Sunday, March 07, 2010

Saarthi

Saarthi
meri nigah
dhoondhti hai
har gaam
tumhara hi chehra
umadti bheed mein
jahan
insaanon ka toofan
hichkole de raha hai
aur
mere man mein
abhang sannata
hai.

No comments: